🧑🎤: Accha Insaan, AtharvaMusic, Yaani Karnawat
🎧: 0
📂: Pop
⏱: 00:00:00 AM 28/01/2026
Sun, sun re piya
Ghum hai kahan, kahan tu?
Khaarijh ye dil
Tune kiya, kiya kyu?
Khabar nahi teri na aasraa
Guroor hai tera ya hai khataa meri
Mujhe bata de zara
Mere falak ke noor nazaare bhi
Tere kadmon ke dhool se parey nahi
Mohlat iss ishq ka kar de fanaa
Sun saawariya
Sun saawariya kahan tu?
Teri reet main samajh na paau
Teri preet ka charkha liye bas
Ghoom ghoom ghoomta hi rahu
♪
(Hmm)
(Aaa)
♪
Taare, sitaare saare
Maange hai tera pataa
Aur aadhe, adhoore vaade
Leke chal diye ho kahan?
Mere falak ke noor nazaare bhi
Tere kadmon ke dhool se parey nahi
Mohlat iss ishq ka kar de fanaa
(Hmm)
Sun saawariya kahan tu?
Teri reet main samajh na paau
Teri preet ka charkha liye bas
Ghoom ghoom ghoom
Sun saawariya
Sun saawariya kahan tu?
Teri reet main samajh na paau
Teri preet ka charkha liye bas
Ghoom ghoom ghoomta hi rahu