Not Enough

🧑‍🎤: Afusic, AliSoomroMusic

🎧: 0

📂: Pop

⏱: 00:00:00 AM 28/01/2026

Been a while, tu na mili
Mein bhi na raha khud ka
Na jaanay kab hogi subha
Ujar gaya, hai soona mera dil ka jahan
Yeh jo berhiyan bandhi hain
Inn paaun mei tere
Inhe torr ke mujh tak aaja na
Dum ghutnay laga hai iss bheer mei mera
Mujhe apni jhalak dikhla jaana


Na zakham bhara hai, yeh ab bhi hara
Tu ne kis tarha mujh ko kaata tha?
Hai dhuan dhuan ab gumaan mei mere
In paheliyon ko suljha ja na


Aaja, eh
Aaja, eh
Mujhe apni jhalak dikhla jaana
Aaja, eh
Aaja, eh
In paheliyon ko suljha ja na
Aaja


Zaalim zamanay se banti nahi
Qismat yeh saazishein karti rahi
Sabko banaya jab joron mei Maalik
Tou meri wafa kyun tarapti rahi?
Kya meri dua mei asar hi nahi?
Kya meri wajah se bani ajnabi?
Ya mere alawa koi aur tha yahan?
Kyun mujhse hi baatein yeh chhupti rahin?
Huwa sarkash aur deewangi
Mere sarr charh gayi awaargi
Mujhe khaati hai tanhai yеh
Tujhe aana hoga laazmi
Tere saath hain jo bhi kaaghzi
In logon ko hum raas nahi
Waqt aata nahi yеh haath mei
Kahin malti reh jaa haath hi yeh magar
Yeh makaan hi hai ab ghar
Yahan qaid ka hai asar
Yahan yaadein karti hisaar
Yahan sookh gaye hain shajar
Kab tootay mera sabar?
Kab chal basun kya khabar
Par rahay ga tujh se gila
I was everything but enough



I'm not enough, I'm not enough
I'm not enough
I'm not enough, I'm not enough
I'm not enough


Been a while, tu na mili
Mein bhi na raha khud ka
Na jaanay kab hogi subha
Ujar gaya, hai soona mera dil ka jahan
Yeh jo berhiyan bandhi hain
Inn paaun mei tere
Inhe torr ke mujh tak aaja na
Dum ghutnay laga hai iss bheer mei mera
Mujhe apni jhalak dikhla jaana


Na zakham bhara hai, yeh ab bhi hara
Tu ne kis tarha mujh ko kaata tha
Hai dhuan dhuan ab gumaan mei mere
In paheliyon ko suljha ja na
Aaja


I'm not enough, I'm not enough
I'm not enough
I'm not enough, I'm not enough
I'm not enough

XEM TOÀN BỘ
Pal Pal (With Talwiinder)
🎧 : 0 | ⏱: 3:28
🧑: Afusic, Talwiinder, AliSoomroMusic

Pal Pal (Sickick Remix)
🎧 : 0 | ⏱: 2:13
🧑: Sickick, Afusic, Talwiinder, AliSoomroMusic

Pal Pal
🎧 : 0 | ⏱: 2:27
🧑: Afusic, AliSoomroMusic

Kanwal
🎧 : 0 | ⏱: 3:14
🧑: Afusic, Hasan Raheem, AliSoomroMusic

Pal Pal
🎧 : 0 | ⏱: 2:27
🧑: Afusic, AliSoomroMusic

Post You
🎧 : 0 | ⏱: 2:55
🧑: Hasan Raheem, Afusic, AliSoomroMusic

Tools
🎧 : 0 | ⏱: 3:04
🧑: AliSoomroMusic, Afusic, Derwaish

Yung Money
🎧 : 0 | ⏱: 3:14
🧑: AliSoomroMusic, Afusic, Ali Raza, Azan Ali

Not Enough
🎧 : 0 | ⏱: 3:10
🧑: Afusic, AliSoomroMusic

Kanwal (Acoustic)
🎧 : 0 | ⏱: 2:27
🧑: Afusic, AliSoomroMusic

Post You
🎧 : 0 | ⏱: 2:55
🧑: Hasan Raheem, Afusic, AliSoomroMusic

Glocks & Nines
🎧 : 0 | ⏱: 2:20
🧑: Shareh, superdupersultan, Afusic

Heer
🎧 : 0 | ⏱: 3:16
🧑: Afusic, AliSoomroMusic

Out Of Your Mind
🎧 : 0 | ⏱: 2:54
🧑: Afusic, AliSoomroMusic