Maand (Acoustic)
🧑🎤: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
🎧: 0
📂: Pop
⏱: 00:00:00 AM 21/05/2026
Hmm-hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm-hmm
Miley tou tum kabhi nahi
Meri hasrat kyun bharkai be-wajah?
Ke tum bina jiye agar
Hua kaise na ye jeena rayegan?
Hmm-hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm-hmm
Dariya mere dil ka ye behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na
Iski khamoshi ki tu wajah hai na
Dil se tang aa gaya yehi saza hai na
Ulfaton main nahi koi paimana
Mere apno ka mujh se ye kehna tha
Surmai teri aankhon main beh jana
Kya pata tere gham main hi rehna tha
Kya pata-aaa-aa
Kyun yoon sehte-sehte
Dil ko gham kha chuka, meri jaan
Kyun yoon rehte-rehte
Dikhe na koi disha
Kyun yoon sehte-sehte
Dil ko gham kha chuka, meri jaan
Kyun yoon rehtе-rehte
Dikhe na koi disha
Jo tu nahi tou aisa main chеhra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe
Jo tu nahi to aisa main chehra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe
Darya mere dil ka ye behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na
Iss ki khamoshi ki tu waja hai na
Dil se tang aa gaya yehi saza hai na
Ulfaton main nahi koi paimana
Mere apno ka mujh se ye kehna tha (kehna thaa)
Surmai teri aankhon main beh jana (hmm, mmm)
Kya pata tere gham main hi–
Jo tu nahi tou aisa main chehra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe
Jo tu nahi to aisa main chehra
Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho
Aisa main darya jo behna na chahe
Safar
Maand
Maand (Acoustic)
Koi Saaya
Kahan Jaoon
Akheriwaar
Tere Naal
Saahil
Milaap
Darya
Din Dhalay
Farda
Teri Tasveer
Kahan Jaoon
🎧 : 0 | ⏱: 3:36
🧑: Bayaan, Sherazam
🧑: Bayaan, Sherazam
Maand
🎧 : 0 | ⏱: 3:05
🧑: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
🧑: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
Maand (Acoustic)
🎧 : 0 | ⏱: 4:20
🧑: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
🧑: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
Koi Saaya
🎧 : 0 | ⏱: 5:36
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Kahan Jaoon
🎧 : 0 | ⏱: 5:29
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Akheriwaar
🎧 : 0 | ⏱: 1:30
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Tere Naal
🎧 : 0 | ⏱: 3:58
🧑: Bayaan, Sanah Moidutty, Vaibhav Pani
🧑: Bayaan, Sanah Moidutty, Vaibhav Pani
Saahil
🎧 : 0 | ⏱: 2:53
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Milaap
🎧 : 0 | ⏱: 5:08
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Darya
🎧 : 0 | ⏱: 1:02
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Din Dhalay
🎧 : 0 | ⏱: 7:46
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Farda
🎧 : 0 | ⏱: 4:23
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Teri Tasveer
🎧 : 0 | ⏱: 5:32
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan
Kahan Jaoon
🎧 : 0 | ⏱: 5:29
🧑: Bayaan
🧑: Bayaan